Hadith

Hazrat Abdullah Bin Umar (R.A) Narrates That The Holy Prophet (P.B.U.H) Said; 

One of the major sins is to abuse your parents. A Companion Asked How Can A Person Abuse His Parents. The Holy Prophet (P.B.U.H) replied. "If He Abuses Someones Father, That Person Abuse Back at His Father. And If He Abuses at Someones Mother ,That Person will Abuse Back His Mother".

Jo Aurat Khushbu Laga Kar Bahar Nikalti Hai Aur Uski Khushbu

Jo aurat khushbu laga kar bahar nikalti hai aur uski khushbu na-mehram tak pahuchti hai, woh aurat zaniya hai, zaniya hai, zaniya hai. Ye alfaz HUZOOR (SAW) ne teen martaba farmaye hai.

Shadi-biyah me khushbu laga kar, balo me gajre laga kar, khushbu dar powder laga kar, body spray chhidak kar, lips tick laga kar jane wali aurte HUZOOR (SAW) ke is farman se ibrat hansil kare.

Jho SHOHAR apni aurato ko in kamo se nahi rokta woh dayyus hai aur dayyus kabhi jannat mai dakhil nahi hoga.
[Majmaujjawed, Jild 4, Page No. 599, 7722]


عمر بن السلامہ(رضي اللہ تعالی عنہ) سے روایت ہے کے ایک دفعہ میں نے نبی(صلی اللہ علیہ واله وسلم) کے ساتھ کھانا کھایا اور میں تھالی میں ہر طرف کھا رہا تھا. تو آپ(صلی اللہ علیہ واله وسلم) نے مجھے کہا " تھالی میں سے وہ کھاؤ جو تمھارے نزدیک ہے.
[ بخاری، کتاب:7 ، جلد:65 ، حدیث:289 ]

RASOOL ALLAH (صلى الله عليه و سلم) Ne Farmaya;

"Tum mein se Jiss Shakhs ko ye pasand ho ke us ki Rozi Barh jaye Aur uss ki Umar Barha di jaye to usay chahiye ke wo (Logon ke Saath) Acha Sulook karay."

(Sahi Bukhari,kitab.ul.Adab,Hadees:5985)

Qyamat Kay Roz Allah Ke Arsh Ke Siwa Koi Saya Nhi Ho Ga, 3 Shakhs Allah Ke Arsh Kay Saaye Ma Hon Ge



Ap (S.A.W.W) ne farmaya: Qyamat ky roz Allah k arsh k siwa koi saya nhi ho ga,

3 shakhs Allah k arsh ky saaye ma hon gay.


Arz ki gai: Ya-Rasullah wo kon log hon gay?


Irshad farmaya:


1) Wo shakhs jo mary ummati ki preshani door kry

2) Mari sunnat ko zinda karny wala

3) Mujh pr ksrat se darood parhny wala.


(Al-Bdor Al-Safrat Fe amoor Al-akhrat Lil-syuti, page 131, hadees: 366)

Teen shaksh, jin ke Allah na Farz kabol karye ga na hi Nafal


رسول اللہ صلی اللہ تعالیٰ علیہ وسلم فرماتے ہیں:

(ثلاثۃ لا یقبل اللہ -عزّ وجل- لھم صرفاً، ولا عدلاً: عاق، ومنّان، ومکذّب بقدر)

تین شخص ہیں کہ اللہ تعالیٰ نہ ان کے فرض قبول کرے نہ نفل:
ماں باپ کو ایذا دینے والا اور
صدقہ دے کر فقیر پر احسان رکھنے والا اور
تقدیر کا جھٹلانے والا

۔(اسے عاصم نے ''السنہ'' میں بسندِ حسن ابو امامہ
رضی اللہ تعالیٰ عنہ سے روایت کیا۔ت)
''السنۃ'' لابن أبي عاصم، باب: ما ذکر عن النبي علیہ السلام في المکذبین بقدر اللہ، الحدیث: ۳۳۲، ص۷۳

Har Kisi Ke Liye Dua Kiya Karo

Hazrat MUHAMMAD [Sallala ho alayhe wa-alyehe wasallam] ne farmaya: 

Har Kisi Ke Liye Dua Kiya Karo ! Kya Pata Kisi Ki Qismat Tumhari Dua Ka Intezaar Kar Rahi ho !!

Teen logo ka roza qabool nahi hota

Hazoor (Sallala ho alayhe wa-alyehe wasallam) ne farmaya ke teen (three) logo ka roza qabool nahi hota; 

1) Jo maan (Mother) ki nafarmani kerta ho 
2) Jo sharaab peeta ho 
3) Jo keena kerta ho( keena yani koi aisi baat jo hum kisi ko mou per to na kahien lakin us ke uth ker janey ke baad us ke peechey se kahien be shak ke woh sachi baat hi ho).

Paani (Water) Pilaaney Ka Ajar


Hazrat Muhammad (Sallala ho alayhe wa-alyehe wasallam) ka irshad-e-Pak hai :

"Agar tum mein se kisi ko yeh khadsha ho ke qayamat ke din us ki bakhshish mushkil hai to usay chahiye ke woh kasrat se logon ko pani pilaya kare, kyun ke is chote se amal ka ajar buhat bara hai."

Jo Thohdey Rizak Se Raazi, ALLAH Is Ke Thohdey Amal Se Razi

Hazrat Muhammad (Sallala ho alayhe wa-alyehe wasallam) ne farmaya:

" Jo thorday (Lessrizak se raazi ho gya, Allah is ke thorday amal se raazi ho jaye ga.
    Blogger Comment
    Facebook Comment

0 comments:

Post a Comment

Powered By Blogger
Powered by Blogger.